Please try the chords and let me know, thanks.
talwaron pe sir war diye, angaroon me jism jalaya hai
ab jake kahin hum ne sae pe, yeee keshari rang sajaya hai
ae mere jamin afsos nahin, jo tere liye sau dard sahe
.......A♭...........................................E♭
mehfooz rahe teri aan sada, chahe jaan meri rahe na rahe
E♭sus2................................................Cm........
ae meri zameen mehboob meri, meri nas nas mein tera ishq bahe.....A♭............................................E♭
feeka na pade kabhi rang tera, jismon se nikal ke khoon kahe
E♭-E♭sus2-Ab-Eb
E♭...........
Teri mitti mein mil jawaan, gul banke main khil jawaanA♭.........................E♭
Itni si hai dil ki aarzu
E♭...........
Teri nadiyon mein beh jawaan, teri kheton mein lehrawaan
A♭.........................E♭
Itni si hai dil ki aarzu
E♭-E♭sus2-Ab-Eb
wo wo...............
E♭sus2...................................................Cm
Sarson se bhare khalihan mere, jahaan jhoom ke bhangda paa na sakaA♭......................................................E♭
Aabad rahe woh gaanv mera, jahaan laut ke wapas ja na saka
E♭sus2.............................................Cm
Ho watna ve, mere watna ve, tera mera pyar nirala tha
A♭..................................................E♭
Kurban hua teri asmat pe, main kitna naseebon wala tha
E♭-E♭sus2-Ab-Eb
E♭...........
Teri mitti mein mil jawaan, gul banke main khil jawaan
A♭.........................E♭
Itni si hai dil ki aarzu
E♭...........
Teri nadiyon mein beh jawaan, teri kheton mein lehrawaan
A♭.........................E♭
Itni si hai dil ki aarzu
E♭sus2.......................................Cm......
Ho Heer meri tu hasti rahe, teri ankh ghadi bhar num na ho.........A♭...............................................E♭
Main marta tha jis mukhde pe, kabhi uska ujala kam na ho
......E♭sus2..........................................Cm......
Ho maayi meri kya fikar tujhe, kyun aankh se dariya behta hai
.......A♭.....................................................E♭
Tu kehti thi tera chaand hoon main, aur chand hamesha rehta hai
Teri mitti mein mil jawaan, gul banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan, teri phaslon mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri mitti mein mil jawaan, gul banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
No comments:
Post a Comment