A---------Bm-------A-------Bm------A
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
A................
sandese aate hain, hame tadpate hain
A......................
jo chitthi aati hai, to puchhe jati hai
....................F#m...............................................................Bm
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
.......................................E........A
ke tum bin ye ghar suna suna hai
A...........
kisi dilwali ne, kisi matwali ne
A...............................................Bm.......A
hame khat likha hai, ye humse puchha hai
..........Bm....A.............Bm.........A
kisiki sason ne, kisiki dhadkan ne
..........Bm....A...............F#m.....A
kisiki chudi ne, kisi ke kangan ne
A............
kisike kajre ne, kisike gajre ne
A..................
mehakti subaho ne, machalti shamo ne
.........F#m...........................................................Bm
akeli raato ne, adhuri baaton ne, tarasti bahon ne
......................................E........A
aaur puchha hai tarsi nigahon ne
....................F#m...............................................................Bm
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
....................................E........A
ke tum bin ye dil suna suna hai
sandese aate hain, hame tadpate hain
jo chitthi aati hai, to puchhe jati hai
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
ke tum bin ye ghar suna suna hai
A...........
mohabbat walo ne, hamare yaaron ne
A.........................Bm.............................A
hame ye likhkha hai, ke hamse puchha hai
.............Bm......A...............Bm..........A
hamare gawon ne, aam ke chhawon ne
hamare gawon ne, aam ke chhawon ne
............Bm...A...............Bm.....A
purane pipal ne, baraste badal ne
A............
khet khaliano ne, hare maidano ne
A............
basanti belo ne, jhumti belo ne
..............F#m...........................................................Bm
lachakte jhulo ne, bahekte phulo ne, chatakti kaliyo ne
........................................E...........A
aaur puchha hai gaon ke galiyon ne
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
ke tum bin gaon suna suna hai
sandese aate hain, hame tadpate hain
jo chitthi aati hai, to puchhe jati hai
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
ke tum bin ye ghar suna suna hai
A---------Bm-------A-------Bm------A
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
kabhi ek mamta ki, pyar ki ganga ki
to chitthi aati hai , saath wo lati hai
mere din bachpan ke, khel wo agan ke
wo saya achal ka, wo tika kajal ka
wo lori raton me, wo narmi hathon me
wo chahat akhon me, wo chinta baaton me
bigadna upar se, mohabbat andar se, kare wo devi ma
yahi har khat me puchhe meri ma
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
ke tum bin aagan suna suna hai
sandese aate hain, hame tadpate hain
jo chitthi aati hai, to puchhe jati hai
ke ghar kab awoge, ke ghar khab awoge, likho kab awoge
ke tum bin ye ghar suna suna hai
A.......................D.........A...............................D......A
ae gujarne wali hawa bata, mera itna kaam karegi kya
A....................................Bm.........A..
mere gaon jaa, mere doston ko salam de
A..........................D.........A.....................................D....A
meri gaon me hai jo wo kali, jahan rehti hai meri dilruba
.......Bm..........................................................A
use mere pyar ka jaam de, use mere pyar ka jaam de
.........Am....A....................................Am........A
wahi thodi dur hai ghar mera, mere ghar me hai meri budhi ma
.........D.........................G..........A.........D.................G........A
meri maa ke pairon ko chhuke tu, use uske bete ka naam de
A.......................D.........A...............................D......A
ae gujarne wali hawa jara, mera doston mere dilruba
........Am......A................................Am..A....................
meri ma ko mera payam de, unhe jake tu ye payam de
A........
mai wapan aunga, mai wapan aunga,
A................................
ghar apne gaon me, kisi ko chhawon me
..................F#m.......................................................Bm
ke maa ke achal se, gaon ke pipal se, kisi ke kajal se
..................................E..........A
kiya jo wada tha wo nibhaunga
A..........
mai ek din aaunga..............
No comments:
Post a Comment