Wednesday, June 3, 2026

Kal Ki Haseen Mulakat ke liye - Chords - Kishore Kumar | Lata Mangeskar

Gm.................................................
Kal ki haseen mulakat ke liye, aaj raat ke liye
Fm..............................Bb
hum tum juda ho jate hain
Bb.........Fm.......Gm...
achha chalo so jate hain 

Gm...
aap, neend nahin kya aai
Gm...
neend meri aap ne churayi
Gm...
neend nahin kya aai
Gm...
neend meri aap ne churayi
Gm...
main to nahin soyi, aadhi raat royi
Gm...
aapko huwa kya, khas bajah kohi
Gm......................................Cm...............Gm
akele me hum ghabragaye, chale ayethe fir aa gaye
Gm..............................................
to maaf karna is baat ke liye, aaj raat ke liye
Fm..............................Bb....Bb.........Fm.......Gm...
hum tum juda ho jate hain, achha chalo so jate hain 


Gm...
aap, ab hai kya majboori
Gm...
haan kaam tha ek jaroori
Gm...
ab hai kya majboori
Gm...
haan kaam tha ek jaroori
Gm...
lambi lambi raatein, chhoti mulakatein
Gm...
bhul gaya tha, main do char baatein
Gm.......................................Cm..........................Gm.
baaton se na dil apne bhare, aankhon mein kohi sapne bhare
Gm............................................
to sapno ke is barat ke liye, aaj raat ke liye
Fm..............................Bb....Bb.........Fm.......Gm...
hum tum juda ho jate hain, achha chalo so jate hain 


lo main aaya aap jaatein hain
hum aapse sharmate hain
main to hu deewana, maine nahin jana
hum se sharam ka, kya hai bahana
dekho pehle hum the ajnabi, hogayi magar ab dosti
badle huye halat ke liye, aaj raat ke liye
hum tum juda ho jate hain, achha chalo so jate hain 
achha chalo so jate hain 

No comments:

Post a Comment

Blog Archive